Bismillah Wa Alhamdulillah
Wassalatu wassalamu ala Rasul Allah Wa ala alihi wa sahbihi ajmain.
Hadees : Ibn-e-Umar Aur Abu Huraira (Radi Allahu Anhum) Bayan Karte Hain, Hum Ne Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wa Ala Alihi Wa sallam) Ko Minbar Ki Seerhio Par Farmate Huwe Suna:
“Log Jummah (Namaz) Chorne Se Baaz Aajayein, Warna Allah Inke Dilo Par Muhar Laga Dega Aur Phir Woh Ghafileen Me Se Ho Jayenge”.
[Muslim : Hadees # 2002,
Nisai:Hadees # 1370,
Ibn-e-Majah : Hadees #794]