بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ
Ibn Abi Shaybah se Rivayat hay ki: “Mola Ali Ibn Abi Talib RadiAllahu Anhu ka yeh tarika tha ki woh Takbir padhna Fajar ki Namaz ke bad Arafah (9 Dhul Hijja) ke din se lekar ki Asr ki Namaz ke bad tak Ayyamul Tashriq ke aakhri din (13 Dhul Hijja) tak (har Farz Namaz ke Bad) jari Rakhte.
English:
TAKABIR OF AYYAMUL-TASHREEQ:
Ibn Abi Shaybah relates: “That ‘Ali Ibn Abi Talib (Radi Allahu Anhu) used to make the Takabir beginning after the Fajr Prayer on the day of ‘Arafah, up until after the ‘Asr Prayer on the last day of at-Tashriq (the thirteenth of Dhul Hijjah),” (after every Prayer.)
[Related by Ibn Abi Shaybah in al-Musannaf (2/1/2). It was authenticated by al-Albani in al-lrwa’ (31125).]