Bismillahir rahmanir rahim
Alhamdulillah.
Ummul Mominin Aisha Radi Allahu anha se rivayat hai ki RasoollAllah sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya: “Arfa se badh kar koi din aisa nahi jismein Allah subhanahu apne bando ko Aag se Aazad karta ho jitna ki Arfa ke din Aazad karta hai, Allah subhanahu qareeb se qareeb hota hai aur farishto ke samne bando ka haal dekh kar fakhr karta hai aur farmata hai ki ye kis irade se jama huye hain?
[Sahih Muslim, Vol 3, 3288]
English Translation:
It was narrated from Ibn Musayyab that Aishah Radi Allahu anha said that the Messenger of Allah sallallahu alaihi wa sallam said: “There is no day on which Allah ransoms more slaves from the Fire than the Day of Arafah. He draws closer and closer, then He boasts about them before the angels and says: ‘What do these people want?’”
[Sahih Muslim, Book 25, # 3014]