Bismillah Wa Alhamdulillah Wassalatu wassalamu ala Rasool Allah Wa ala alihi wa Sahbihi.
Jabir bin Abdullah RadiAllahu Anhu ne farmaya ki Ek khajuri ka Tana tha jispar Nabi Karim Sallallahu Alaihi wa Sallam Tek laga kar khade hua karte the (jab khutbah dete), Jab aap ke (khutbah dene ke) lie Mimber bangaya (aap ne is tane par tek nahi lagaya), to hum ne isse (lakdi se) Rone ki aawaz suni jaise das mahine ki Gabhin Oont ni aawaz karti hay, Nabi Karim Sallallahu Alaihi wa Sallam ne Mimber se utar kar apna Hath uspar rakha (Tab wah aawaz mawkuf hui).
Ik bar jab yeh Hadis Bayan hui tab Hasan Al Basri (Rahmatullah Alaihi) ne farmaya ki:
“Ae Musalamano kya tum Jyada Haqdaar nahi Us Lakdi se jo ki Nabi E Karim ﷺ ko na pake un ki Judai me Rorahi thi?”
Hadith English:
Narrated by Jabir bin ‘Abdullah (Radi-Allahu-Anhu) The Prophet (Sallallahu Alaihi Wasalla) used to stand by a stem of a date-palm tree (while delivering a sermon). When the pulpit was placed for him we heard that stem crying like a pregnant she-camel till the Prophet got down from the pulpit and placed his hand over it.
[Sahih Bukhari, Volume 2, Book 13, Number 41]
In one of the narrations for this Hadith, Al-Hasan Al-Basri (Rahimahullah) said after narrating the Hadith:
“You – mankind – are more worthy to miss the Messenger of Allah ﷺ than the tree trunk (stem of a date-palm tree)!”
[Reference: Tafsir By Imam Ibn Kathir (Rahimahullah)]