Bismillahir Rahmanir Rahim.
Alhamdulillah.
Aban bin Usman RadiAllahu Anhum ne kaha: “May ne suna Usman bin Affan RadiAllahu Anhu ne kaha ki: “RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wa Ala Aalihi Wa sallam ne Irshad Farmaya: Jo koi Allah ka Banda Rozana Subah Dinme Teen Martaba aur Sham Ratme Teen Martaba ye Dua padhe:
بِسْمِ اللَّهِ الَّذِي لاَ يَضُرُّ مَعَ اسْمِهِ شَيْءٌ فِي الأَرْضِ وَلاَ فِي السَّمَاءِ وَهُوَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ
‘Bismillah, Alladhi La Yadurru Ma’a Ismihi Shai’un Fil-Ardi Wa La Fis-Sama’, Wa Huwas-Sami`ul Alim’
“Allah ke Naam se, Jis ke Naam ke sath Aasman o Zameen ki koi cheez Nuqsan nahi pohcha sakti, aur wo Sunne wala, aur Janne wala hai”
To use koi Cheez Nuqsan nahi pohcha sakti.”
Aur Aban us waqt Nim Falaj se Mut’asir hal me the, Ek shaks ispar unhe Taq rahatha, Uspar Aban ne kaha Kya dekh rahe ho? Yeh jo Hadis may tumhe bayan kar raha hu woh waisi hi hay, magar may ne Ek Roz ise (Dua) nahi padhi, to Allah ne yeh (halka Falaj) hukum muzh par nazil kar diya.
Hadith English:
Aban bin Uthman said: “I heard Uthman bin Affan (Radiyallahu Anhu) saying: ‘The Messenger of Allah Muhammad (Sallallahu Alaihi Wa Ala Alihi Wasallam) said: “There is no worshipper who say, in the morning of every day, and the evening of every night:
بِسْمِ اللَّهِ الَّذِي لاَ يَضُرُّ مَعَ اسْمِهِ شَيْءٌ فِي الأَرْضِ وَلاَ فِي السَّمَاءِ وَهُوَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ
‘Bismillah, Alladhi La Yadurru Ma`a Ismihi Shai’un Fil-Ardi Wa La Fis-Sama’, Wa Huwas-Sami`ul Alim’
“In the Name of Allah, who with His Name, nothing in the earth or the heavens can cause harm, and He is the Hearing, the Knowing”
three times, (except that) nothing shall harm him.” And Aban had been stricken with a type of semi-paralysis, so a man began to look at him, so Aban said to him, “What are you looking at? Indeed the Hadith is as I reported it to you, but I did not say it one day, so Allah brought about His decree upon me.”
[Jami` at-Tirmidhi, Vol. 6, Book 45, Hadith 3388. (Hasan)]
Jazakallahu khayr…
Allah aapke ilm me izaafa ata kare..
LikeLike
Dear Brother Jazakallahu Khair,
Aamin
LikeLike