17. Surah Al-‘Isrā’ (Verse 24)
وَاخْفِضْ لَهُمَا جَنَاحَ الذُّلِّ مِنَ الرَّحْمَةِ وَقُل رَّبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّيَانِي صَغِيرًا
Wakhfid lahumaa janaahaz zulli minar rahmati wa qur “Rabbir hamhumaa kamaa rabbayaanee sagheera”
Aur Aajzi aur Mohabbat kay sath unn kay samney Tawazo ka bazoo Pust rakhay rakhna aur Dua kertay rehna kay “Aey meray Perwerdigar! Inn (mere Maa Bap) per waisa hi Reham kar jaisa Enho ney meray Bachpan mein meri perwerish ki hai.”
And lower to them the wing of humility out of mercy and say, “My Lord, have mercy upon them as they brought me up [when I was] small.”
Quran Roman Urdu 17 : 24