Hadees: Mahe Ramzan kab Shuru aur Pura Samzha jae.
Abdullah ibn Umar RadiAllahu Anhum ne kaha mayne RasoolAllah Sallallahu Alaihi wa Sallam se suna, Aap Sallallahu Alaihi wa Sallamne irshad farmaya: “Jab Ramazan ka Chand dekho to Roza saru kardo aur jab Sawwal ka Chand dekho to Roza Iftar kar do aur agar Abar (badal) ho to andajah se kam karo (Ya’ni 30 Rozeh… Read More Hadees: Mahe Ramzan kab Shuru aur Pura Samzha jae.